Adsense account kese bnaye

  Agar aap Internet se badiya Paise Kamana hai to aapko hajaro tarike mil jayege par agar aapko aasani se bina jada jhanjat ke paise kamana hai to aap Google Adsense se Kama sakte hai. Google Adsense se Paise Kaise Kamate hai uski jankari mene phele hi share ki hai jo aap yaha pad sakte hai. Adsense se Paise Kamana Muskil to nahi hai par sirf jab, Jab sahi tarike se kaam kiya jaye.. Q ki Adsense ka account aasani se approve(open) nahi hota or uski jo Term and Conditions hai wo bhi bhut stick hai. Agar aap Adsense se Paise kamane ka soch rahe hai to jald waji naa kare or phele uski kya kya sarte hai or kaise use karna hai, kya karna hai, kya nahi karna hai wo achi se jaan le. Fir jab aap Puri Trha se teyar ho jaye jab hi Adsense ke account ke liye apply kare. Agar aapko Adsense Use karna hai to aapko unki AdSense Program Policies ko maanna padega. Adsense ki Program Policies in Hindi me padhna ho to yaha pad sakte hai. Adsense se Sambandit aapke bhut se sabal ho sakte hai un sabhi ka jabab aapko yaha milega: Adsense ke Sare Sabal Jabab hindi me. Adsense Mainly 2 chijo ke liye hi use kiya jata hai, Youtube or Website/Blog. Youtube se Adsense Account bana kar kaise connect kare uski jankari yaha hai. or agar aap Apni website/Blog ke liye adsense account banana chate hai to post ko aage padhte rahe. Agar aapke pass Website/Blog hai or aap uspar Adsense ads lagana chate hai to aapko phele apni website ko puri trha se teyar karna hoga adsense ke liye. Aap yaha dekh sakte hai Adsense se Approve pane ke 11 Points jo aapko jarur padna chaiye. Simple Sabdo me kahu to Adsense Account ke liye sirf jab apply kare jab aapki site puri trha se teyar ho or usme koi kami naa ho.. Website ka Design, Navigation acha ho.. Post badiya ho jo kahi se copy kiye to bilkul naa ho.. Ab me maanta hu aapki site puri trha se teyar hai jisme koi kami nahi hai or jo site me hona chaiye wo sab usme hai.. Aage badne se phele me aapko ek war fir khena chahuga.. agar aapki site new hai or usme abhi jada kuch nahi hai to aap abhi adsense ke liye apply naa kare. Chaliye ab aage badte hai.. Adsense Account Kaise Banaye Step By Step in Hindi (Adsense ke Liye Apply kaise kare) Adsense Acount banane ke liye aapko ye chaiye: Gmail Account (Gmail Account kaise Banaye) Blog/Website (Website (Blog) Kaise Banate Hai in Hindi) Address/Phone Number Agar aapke pass ye 3 chije abhi hai to aap Adsense account bana sakte hai, Chaliye dekh lete hai Step By Step Adsense Account kaise banaya jaye. Step 1: Sabse phele to aapko Adsense ki site par jana hoga, fir signup karna hai. Signup Adsense Step 2: Jab Adsense ki site par phuch jayege to aapko apne GMail Account se login karna hai. Jab aap Apne Gmail account se login kar lege to aesa aayega Aap dekh le jo email id hai aapko ussi se banana hai Adsense account to Login with current account ki button par click kare. Step 3: Ab jo Page khule usme apni website ki detail dale. Website ka address dale Website ki language(bhasa) me hai wo dale Save and Continue ki button par click kare Step 4: ab ek Form open hoga, isko badi dhiyan se bhare or koi bhi galti naa kare Apni Country select kare (India) Time Zone me aapko apni location ka time select karna hai. agar india me ho to (UTC+05:30) kolkata select kare. Agar aap apne liye hi Adsense account bana rahe hai to individual select kare Ab apna Naam dale Address Dale pura or sahi sahi.. (Yaad rakhe aapka address bilkul sahi hona chaiye q ki uspar ek code aayega Google se jo aapko account me dalna hoga Address verify karne ke liye.) Primary Contant me Apna Naam Dale Mobile Number Dale Apni Email ID Dale aapko Adsense ke ware me kaha se pata chala wo select kare. Agar aap Adsense se email par jankari chate hai to aap inko yes karde. Submit my application par click kare. Step 5: Ab aapko apna Mobile number verify karna hai. Mobile number daal kar call ya SMS select kare, fir Send Verification code ki button par click kare. Step 6: ab aapke Mobile par jo code aaya hai usko aap dal kar Verify kare. Step 7: jese hi Mobile Number verify hoga, ek Popup open hoga. Ab aap Adsense ki jo terms and conditions hai wo pad le fir yes par tik karke Accept ki button par click kare. Step 8: jese hi aapka Submit karege agle page me ye Message show hoga. Yhhhh, ab aapne Adsense ke liye Apply kar diya hai. Ab Adsense ki team aapki site ko check karegi or agar usme kuch kani hogi to aap wo bataya jayega ya fir aapka adsense account approve ho jayega. ye jankari aapko Email par milegi. Me aapse ek baat clearly khena chata hu ki adsense account banane me jaldwaji bilkul naa kare or jab site puri trha se teyar ho jaye jab hi apply kare, Q ki agar aapne ek war apply kiya or approve nahi hui to dusri war me thodi dikkat aati hai. Adsense Account Agar Approve ho gaya to aapko email me bata diya jayega. Fir uske baad aapko Adsense ke account me login karke ads code banana hai or usko apni site par lagana hai.. Yaad rakhe phele ads blank(khali) aayege jisme kuch nahi dikhega.. jab ads code aap apni site me add kar dege to aapki site ko ek war fir check kiya jayega ki kahi aapne ads ko galat tarike se ya galat jagha to nahi lagaye. Google Adsense Ad Placement Policies in Hindi me jarur padhe Ads ko site me lagane se phele.. Khene ka matlab hai adsense account 2 steps me Full Approve hota hai site ke liye. Sabse phele to aap Adsense me account bana kar apply karte hai, fir jab approve ka email aa jata hai aap pheli step complete ho jati hai, ab aapko ads code apni site par lagana hai or jab ads dikhne lage matlab aapki dusri step bhi complete ho chuki hai or Adsense acount puri trha se approve ho chuka hai. Kitna Time lagta hai Approve hone me? India me bhut jada log apply karte hai adsense ke liye to ho sakta hai aapko Adsense se Email aane me time lag jaye, Kabhi kabhi 1-2 din me aa jata hai kabhi mahino bhi lag jate hai, or usme me ya aap kuch nahi kar sakte wait(intjar) karne ke aalawa.. dono steps me time lagta hai to thoda dhiraj rakhe or apni site par kaam chalu rakhe. Ummid hai aapko sab clear ho jgaya hoga, or aap jaan chuke ho kaise Adsense account banaye. Agar aapka Adsense se sambandit koi bhi sabal hai to aapko uska jabab yaha milega. Aapko ye jankari kesi lagi comment me jarur bataye. Ye Bhi Padhe: Google Adsense Use Karne Ke Fayde in Hindi 1000 Visitor Per Google Adsense Se Kitni Income Hoti Hai 5 Karan Adsense Se Paisa Kamane Me Q Fail Hote Hai Log Online Paisa Kamane ke 10 Badiya Tarike or Upay Hindi Me Online Blogging Me Kitne Paise Kama Sakte Hai Uski Limit TAGS account Adsense Google Previous article AdSense Program Policies in Hindi [Adsense Use karna hai to Jarur Padhe] Next article Computer ya Mobile se Application (Software) Kaise banaye Rohit Mewada http://hindimehelp.com/ Hello Dosto Mera Naam Rohit Mewada hai. Mene HMH.pe banai hai. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :) Read More... RELATED ARTICLES Free WiFi or Password Pata kare Mobile Me (WiFi Map) INTERNET September 13, 2016 Online Business Kaise Start Kare- Step By Step Puri Jankari INTERNET August 25, 2016 AdSense Program Policies in Hindi [Adsense Use karna hai to Jarur... INTERNET August 11, 2016 Google Adsense Ad Placement Policies in Hindi [Ad kaha or kaise... INTERNET August 10, 2016 Online Aadhaar Card Apply, Status Check or Download Kaise Kare INTERNET August 5, 2016 Kaise Pata Kare Hamara WiFi Kitne Log Chala Rahe Hai INTERNET July 29, 2016 12 COMMENTS Vishal Jaiswal August 14, 2016 at 8:58 AM Brother, mera adsense Google ne reject kar diya ab kya karu…… Reply Rohit Mewada August 14, 2016 at 3:40 PM Aapne agar post padhi hogi or dekha hoga mene usme saaf saaf or war war kaha hai ki jab puri trha se site teyar ho jaye jab hi apply kare.. Reply anshu mishra August 14, 2016 at 11:22 AM Dear sir jaha tak mujhe confirmed hai ki aap USA Ka AdSense account use krte hai kya kyuki apko earning 50000 se jyada hai Reply Rohit Mewada August 14, 2016 at 3:39 PM Aapko galat lagta hai.. Me India ka hi adsense account use karta hu.. Or aapko ye q laga me jaan sakta hu.. Reply prabhat August 14, 2016 at 1:18 PM hello sir meri website ka rpm 0.50 sent ka de raha hai kya karu jisse rpm increase ho jaye Reply Rohit Mewada August 14, 2016 at 3:41 PM India me itna hi rheta hai.. Aap high cpc wale keyword use kare.. Reply roshan Lotan August 21, 2016 at 2:42 AM Brother adsence se 2 month phale mera 273$ ka payment hua ha pr abhi tk mere account me nhi aaya ha ab mujhe kya krna hoga. Reply Brij Mohan sharma August 23, 2016 at 9:02 AM Thanks Rohit Me Blogging jun/2016 se kar rha hu. Adsence ke liye mene agust/2016 men apply kiya next after 2 days mujhe adsence se email mila ki mera adsence aproove kr diya gya hai and thats great!! Reply prabhat August 25, 2016 at 4:27 PM hello sir maine adsense ke ley apply keya tha mujhe ek mail aaya hai jismai likha hai One last step to get started. Copy & paste a few lines of code to get your site ready for review. One last step to get started. You’re almost there! To get your site ready for review by our team, copy and paste the ad code found in your AdSense account onto your website (and make sure it’s on a page with traffic). You can find the ad code in the “My ads” section after you sign in to AdSense. Get ad code Once your site is approved, ads will begin to show, and you can start earning! Approvals normally take about a day. Need more detailed steps? Our AdSense Help Center breaks down how to implement ad code. You’ll also find a list of certain platforms, like Blogger, that have AdSense built-in to help make things easier. See you online, The Google AdSense Team Questions? Check out the AdSense Help Center, or chat with AdSense experts in our Help Forum. Was this email helpful? YES NO sir mera adsense aprove hua hai ya ni Reply Amjad August 29, 2016 at 7:30 PM bhai mera AdSense account hai YouTube channel pe connect hai aur mujhe 2nd and 3rd channel ko jodna hai to kaise jodu aur us account me 1.5$ hai Reply Yogi September 3, 2016 at 7:47 PM Rohit maine galti se apne hi ads par click ho gaya, google adsense ne mere avedan ko nakar diya hai, maine form me jakar avedan bhi kiya tha, aur disable kar diya hai, mujhe adsense use karna hai, mujhe apne hi naam se adsense lagu karna hai. help rohit Reply Rohit Mewada September 8, 2016 at 1:18 PM aap domain add karke fir se apply kare Reply LEAVE A REPLY Notify me of follow-up comments by email. Notify me of new posts by email. ABOUT US Internet ki Puri Jankari Hindi Me dena hi Hindi Me Help ka maksad hai or apne maksad ki or badte bhi ja rahi hai. Contact us: my facebook page aisa kyun

Comments

Popular Posts